Bhej Ke SMSBy : Muskaan Rida (Views : 1008)Bhej ke SMS humne aapko yaad kiya
Phir na kehna humne aapko nazar andaaz kiya
Na shikwa na koi bahana hoga
Is sms ki kasam aapko abhi ke abhi muskurana hoga
Mujhse Miltay HueBy : Sarfaraz amani (Views : 720)mujhse miltay hue ye baat bhi sochi hoti!
main tere dil mein sama sakta hoon, dhadkan ki tarah
Reh Na Paoga KabhiBy : Sarfaraz amani (Views : 738)Reh na paoga kabhi humko bhula kar dekh lo,
Yaqeen nahin aata to aazma kar dekh lo,
Har jagah mehsoos hogi kami hamari,
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo
Meharbaan KadardaanBy : Muskaan Rida (Views : 715)Meherbann kadardaan
dekhiye mere sms ka kamaal
Ghanti bajegi
Bandar naachega
Mobile uthaega
SMS padhega muskurayega
Ab bandar forward kar ke Hoshiyari dekhayega
Kuchh Beete Hue Lamho Se Mulakat HuiBy : Sarfaraz amani (Views : 724)Kuchh beete hue lamho se mulakat hui
Kuchh tute hue sapno se baat hui
Yaad Jo karne baithe un tamam yadon ko
To apki hi yaadon se shuruat hui
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10