Na Jee Bhar Ke Dekhaa Na Kuch Baat KiBy : Ms.Balwinder Kaur(Topper In Wc (Views : 1281)Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki
Badi aarzoo thi mulaqaat ki
Kai saal se kuch Khabar hi nahin
Kahaan din guzaaraa kahaan raat ki
Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi
Zubaan sab samajhte hain jazbaat ki
Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin
Musaafir ne jaane kahaan raat ki
Mujhko Udaas DekhkerBy : Ms.Balwinder Kaur(Topper In Wc (Views : 1315)Mujhko udaas dekh kar
Zamane nay yeh sawal kiya
Woh kaun hai zaalim
Jisney tera yeh haal kiya
Maine kaha woh mohabbat hai
Jo mari unkay saath hai
Woh nikli bewafa zalim
Bus itni si baat hai
Khash Khuda Do Pal Ki Zindgi Aur De De.By : Gurvaran Singh (Views : 1556)Mitti meri kabar se utha raha hai koi
Kash khuda do pal ki zindgi aur de de
Ki meri kabar se udas ja raha hai koi
Aur Hum Yu Hi Gujar JayengeBy : Ms.Balwinder Kaur (Views : 1382)Har roj hum nashe me hote hai aur sham yu hi guzar jati hai,
Par ek din aisa aayega.....ki sham nashe me hogi aur hum yu hi guzar jayenge.
Tumhari Har Adaa Ka Kya Jawab DunBy : Gurvaran Singh (Views : 1831)Tumhari har adaa ka kya jawab dun
Apne pyaar ko kya uphaar dun
Koi achaa sa phool hota to maali se mangwaata
Jo khud gulaab ho usko kya gulaab dun
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10